Saath apnaa ye umr bhar ka he
Ab naa gam ka koi charchaa he
Har taraf phool or bahaarei hei
aaj Dil kash bade nzaare hei
Har taraf aaj khil uthi kliyaan
Us ke ane se mere jiwan mein
Sari dunia ki mili gyai khushiyaan
Raat din us ko ham ne chahaa tha
Apne rab se duaayei karte thi
Raab ne sunli hamare dil ki sdaa
Ab to sajan kaa.. pyaar apnaa he
Us ki sansoo meai aesi khushbo he
Jeese kaliio ki khushboo bikhry ho
Us ki rangat he duadh ke kesi
Chandni jese zamee pe bikhry ho
Uski aankhon mei he nshaa aey saa
Sare meikhane jhute lagte hei
us ki Bhigi hui kaali zulfen
Kale badal ghanere lagte hei
Bhig taa mei roozo barish mein
aysaa Sawan mujhe wo lagty he
Us ke ane se dil ke angaan mein
Har taraf phool or khili kaliyaan
Duniyaa lagti he jese jannat ye
Kya moohabbat ka ye nzaara he
Rab se karte hei ab dua ham ye
taa qyamat ho jo hmaraa he
Us ki banhoon mei gar moot aye
Wo nazaara bhi ham ko pyara he
pyaar or ishq kar ne walon ko
( Bibbo) ki duao ka ye nazaraa he
Written By:- Hameeda Bibbo