From:- Mazhar Imam Khan
1) Muddatto se yeh ankhen muntazir the,
Aaj tum ne ake didar de hi diya…!
Hawa ke jhokho se bhuj raha tha chirag,
Tum ne ise sahara de hi diya…!
2) Duniya ne mazak udaya per gham nahi,
Tum ne mazak udaya yeh apne app me Tohin se kam nahi..!
3) Muddatto baad yeh dil patthar se dil huwa hai,
Ise dil rahne do…
Dil mein hai jo arman use zaban se kahe lene do…!
Pata nahi Zindagi ki Kab shaam Dhal Jaye,
Agar ajj Mile hai to Keh lene Do!!!
4) Tumhari kami is dil ne mahsoos kar li ise aur na tarpa,
Dil mein bas ja aur dildar ko na sataa…!
5) Kabi kabi is na chiz ke ghar aa hi jaya karo,
dharkano ki raftar tham se gayee hai isee barya karoo…!
Kahi bhi zandagi ki shama bhuj sakti hai,
Roz aa ke is ko mere laho see jalaya karoo…!
6) Jo log duniya see darte hain,
Wo apne aap me ghut ghut ke marte hain…!
Marne ka hume dard nahi ho gaa,
Hum to har roz unki yaad mein jite aur martee hain….!
7) Fizawoo mein Maut ka zehar hai sambhal ke sans lena…
Zindagi ki aagaz hai abi maut ka nam na lena…
Agar jena hai mere dost to ruk ruk ke sans lena…!!
8) Wo hame Hawa mein Chirag Ka Fan Sikha Rahe hai,
Unhe Kay Pata Hum Andhiyo mein Mashal Jalayee Phirte hain…!
Hum to Unke Bazam mein un ke Ahteram k liyee Qayam Karte hai…!!!!
9) Yeh Hatheli pe Khoon Kaisa hai,
Humne to Abhi-abhi apne Ashko se Hanth Dhoye the…!
Sayad Yeh Mere Armaro ka Khoon Hoga,
Aaj Hum Don Mil ke Kam Roye The…!
10) Mousam ki tarha halat badalte hai
Apne bhi halat badal jayeenge…!
Aaj wo hame bhul gaye to kya,
kal hum bhi unhe kise aur ke liyee bhool jayenge….
Mousam ki tarha halal badl jayeenge…!.!!.!!!!