Jo Uske SaaTh Guzaari wo ZinDgi Thi Meri.
Phir Uske BaaD Guzaara Hai ZinDgi Ne Muje…
”
Mil jaye mujhe sab kuch koi ye dua dekar chala gaya,
Aur mujhe bas wo chahiye tha jo ye dua dekar chala gaya…
”
Maar Hee Dala Aaj InteZar Ne Mujhko,
Jab Se Sunni Hai khaBar MehbOob ke Aane ke. .!!
gumm mainnn jeenee kaa orrr dukh mainn peenee kaa peenee kaa mazaa hee kuchh orr haiiiiiiiiiiiiii
sochaa thaa bhul jaayengeee tujheeee, prrr hmm galat theeeeee
Ai Barish Thoda Tham Ja,
Aaj – Fir Intazaar hai Unke laut Ane ka.
[[[ Tarique Khan ]]]
I Love you Neha,
Pls Come Back Neha.
I Love You Neha
[[ TN ]]
jb tak jindgi hai tujh ko na bhool pau gi
Lagta Hai Apni Uljhane Aur Barh Jaayengi…..
FaIsAl
Aaj Phir Hame Kisi Ki Saadgi Achi Laggii..
Santa- yaar banta hamare beach kya
relation hai?
Banta- yaar wahi jo Besan or Pakode ka hai.
Santa- kaise?
Banta- kyunki jab Besan SANTA hai tabhi to
pakoda BANTA hai
Us Ki Dehleez Pe Sadiyon Se Khara
Hun Mohsin,
Mujh Se Milne K Jo Lamhaat Gina
Krta Tha..
Aaj fir tum par pyar aaya hai
Meri Tanhai Ko Mera Shoq Na Samajna
Bohat Pyar Se Dia Hai Ye Tuhfa Kisi Ne..
Thak sa gaya m khud ko sabiit karte karte
Ya ab yar de ya fir mar de …
Please tell me now
main wo kis tarah se karoon bayaan
jo kiye gae hain sitam yahaan
sune kon meri ye daastan
koi hamnasheen he na raazdaan
jo tha jhoot wo bana sach yahaan
nahi kholi maine magar zubaan
ye akela pan, ye udaasiyaan
meri zindagi ki hain tarjumaan
Meri Zaat Zarra-e-Benishan
Meri Zaat Zarra-e-Benishan
kabhi sooni subh main ghoomna
kabhi ujri shaamon ko dekhna
kabhi bheegi aankhon se jaagna
kabhi beete lamhon ko sochna
magar aik pal hai umeed ka
hai mujhe Khuda ka jo aasra
na hi maine koi gila kiya
na hi maine di hain duhaaiyaan
Meri Zaat Zarra-e-Benishan
Meri Zaat Zarra-e-Benishan
main bataoun kya, mujhe kya milay?
mujhe sabr he ka sila mile
kisi aagahi ki rida mile
kisi dard hi ka sira mile
kisi gham ki dil me jagah mile
jo mera he wo mujhe aa mile
rahe shaad yoon hi mera jahaan
ke yaqeen me badle mera gumaan
Meri Zaat Zarra-e-Benishan
Meri Zaat Zarra-e-Benishan
नीलाम कुछ इस तरह से हुए बाज़ार-ए-इश्क मे बोली लगाने वाला भी वो था जिसने कभी झोली फेला कर मागा था मुझे
Aie jindgi itni bhi badsaluki na kar mere sath…
Waise bhi hm yha kon sa baar baar aane wale h…
Kisi Ghareeb K Qarz Ki Tarha Hay Yeh Ishq !
Kambakht Charh Jaey Tou Utarta Hi Nahi.. !!..
ek ladki ne mujhse kaha k pyaar ka samundar bht gehra hota hai. meine bas itna sa jawab dediya k dubne waale kavi socha nahi karte ..
Har raahi ko mann chaha mukaam nahi milta,
Jisko jee bhar pyar kar sake wo insaan nahi milta,
Aasma ke sitaron ki tarah hamare armaan bhi bikharte
rehte hain,
Jo apne dil mein hamein jagah de sake wo meharbaan
nahi milta.
Tum takalluf ko bhi akhlas samajte ho
Dost hota nahi har haath milane wala…
Be Mout Mar Gaye Hein 2no ,,
My Aur Meri Khwaishen ,, SM
Pyar Kya Cheez Hai Mujhe Kya Maloom,
Aye Dosto……
Shayad ye Wahi Rishta Hai jo Mera Us Se Or Uska Kisi Or Se Hai
Bs Bahana Dhoond Rahe the Woh
Joh Mujhse Door Hone Ko ,, Simran
Aese Q Kiye Joh Tumne Mere Saath ,,
SM
life wants love….Love wants faith….then why life is going away from faith…..
Janta hOon ek aese shaks kO main bhi,
Ghum se pathar ka hOgya lekin roya nahi kabhi..!!