Zulf-o-Rukh K Saaye main Zindagi Guzari Hai
Dhoop B Humari Hai Chhaon B Humari Hai
Ghm-Gusar Chehron Pe Aeitebar Mat Krna
Sheher K Shnasa Log B Dushman or Shikari Hain
Phir Se Koi Neya Morr Leny Lgi Hai, Shayad
Ab K Phir Hawao main Ek Ajab Si Be-Qrari Hai
Mera Aaj Tanhai main Dooba Hai, Kal na-Jany Kya Ho Ga
Ab K Ye Khoff-e-Mustaqbil Zehen Pe Tari Hai
Mere He Apno ne Sar-Bulandiyan Bakhshi Thi
Ab Mere He Qabeeley Pr Mshk-e-Sangbari Hai
Aib Ajab Si Thandak Thi Us K Naram Lehjey main
Lafz Lafz Shabnam Hai, Baat Baat Pyari Hai
Kuch To Paen Gey Us Ki Kurbaton K Khamiyaze
Dil To Ho Chuka Tukrry Tukrry ab Sanso Ki Bari Hai
Keh Diya Hai Chott Khany K Bad Hum ne Ehel-e-Dil Ko
Wo Zindagi Tumhary Liye Thi, Ye Zindagi ab Humari Hai.
From:- Mani Ali