Written By:- Hameeda Bibbo
Tu hi tu bas nazaar mujhe aata,
Tera ( jalwaa) hi har taraaf bhaata..!
Kun nazar aye sirf tu he tu har su,
Apne sare (karishme) tu dikhla???
Meri har sans me meri ruhh me,
Is zamee me aasmaa mei sirf tu hi tu..!
Chand me chand ni raat me tu,
Saree (qaainaat) me tu hi dikhta he..!
Tu he phoo loon me or kaliyon me,
Noor teraa he har su. Har jagha bas tu..!
Phir bhi bande nahi samjh te hei,
Tune (duniya) banai kese (kun)..!
Kees (maqsad) se ham ko bheja he,
Bhul bhethe hei aaj sare kun?????
Kun bhalai sabhi se chuti he,
Duniya lagti he sari jhuti he???
Or burai sabhi ko bhati he????
Dil kun lagta (sheitani) bato me..
Bhul bhthe he kun bhalai sab,
Dil (shiyah) ho gaye hei jane kun..!
Raasta ( bhalai ) ka nazar nahi ata,
Rasta in ko dikhade malik tu..!
Noor tera he har taraf phel laa,
Phir bhi in ko nazar na aye kun..!
Char din ki ye zind gani he mere rabba,
Chod duniya ye to jani he..!
Karm ki sazaye phir to pani he,
En ko rasta dikha mere makik tu !!