Maa Ki Yaad Shayari Ke Sath

Written By:- Hameeda Bibbo
Kyon mujhe itnaa yaad aaty he
Maa mujhe rooz kun rulaaty he

Tu he aesi jaghaa jaha se kabhi
Loot ke koi kabhi naa aaty he

Mujh ko malum he meri o maa
Phir bhi dil se na yaad jaty he

Baat teri mujhe hei tadh paaty
Khuwaab mei rooz tu mere aaty

Ik paal ko naa bhul paau mei
Maa mujhe itnaa yaad kun aaty

Aahei bhar ty hun roz roty hun
Gam mei ye zindgi duboty hun

Yaad aaty hei beety baatei jab
Rote rote kabhi mei hansty hun

Apnaa bach pan jo yaad aataa he
Meri gudiyaa wo yaad aaty he

Sary sakhiyaa wo yaad aaty he
Raat ko jab sunaty tu mujh ko

Parion ki khaaiyaa pyaary
Sary wo baat yaad aaty he

Or mujh ko paary tu kehty thi
Jab bhi banho mei mujh ko lety thi

Ab naa likh paungi mei ( bibbo )
Ashq sawaan se ye jo behte hei

Author: ShineMagic

1 thought on “Maa Ki Yaad Shayari Ke Sath

  1. MAA KYA HAIN

    Maine Maa ki hatheli per ek til dekha;
    maine kha ki maa ye daulat ka til hain;
    Maa ne apne dono hatho se mera chehra thama;
    aur kha ha beta dekho mere dono hatho me kitni daulat hain;

    ek din me college se ghar ane ke liye nikla;
    to dekha aasman me badal the lag rha tha ki barish hogi ;
    isliye soch rha tha ki me jaldi ghar pauch jaou lekin raste me
    hi barish shuru ho gyi ar me bheeg gya ghar pauch kr ;
    badi behan ne kha-: thodi der ruk nhi sakte the
    bade bhai ne kha-: khi side me khade nhi ho sakte the
    papa ne kha-: khade kaise ho jate janab ko barish me
    bhegne ka sauk jo hain
    mammy ayi aur ser per tauliya rakhte hue boli ye barish be na,
    thodi der ruk nhi sakte thi mera beta ghar a jata;

    ek din maine maa se kha maa kb tak ane kande per ser rakh kr sone dogi
    maa jb tak log mujhe apne kandhe per nhi le jate ;;….

    din bhar ke kam ke bd beta puchta hain kya laye ;
    bibi puchti hain kitna bachaya ;
    papa puchte hain kitna kamaya;
    maa puchti hain beta kuch khaya ;

    ye hoti hain “Maa” pyari “Maa”

Leave a Reply

Your email address will not be published.